Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay

On Sunday, December 11, 2011

Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pay...

Jab Chaha Yaad Kiya...

Jab Chaha Bhula Diya...

Janta Tha Wo Mujh Ko Behlany Ke Har Andaaz...

Jab Chaha Hansa Diya...

Jab Chaha Rula Diya...

Dil Bhi Us Ka Tha Pyar Bhi Us Ka Tha...

Jab Chaha Mera Nam Likha..

Jab Chaha Mita Diya...

===============================================================

Related Post



Next Post Previous Post
Copyright © Pak SmS Center